Posts

Comedy shyari

 1. zulfon mein fulon ko sajake aayi hain;     chehrese dupatta utake aayi hai;     kisine pucha aaj badi khoobsurat lag rahi hain;     maine kaha syayad aaj naahake aayi hain. 2.ankhon mai nami ore dil mein gam hai;    kya apka bhi syllabus zyada ore time kam hai? 3. Na ussey meri qadar, na mujhe uski qadar; two parellel line not interest to each othere.. 4. Zindagi behaal hai; na soor hai, naa taal hai; mera msg box bhi pura kangal hai; kya apke factory mai hadtaal hai; yaar kuch toh bhejo, yeh mere mobile kay zindagi ka sawaal hai. 5. India is a nation dadar is a station. don't fall in love, first complete your education.. 6. na kisi se dosti, na kisi se pyar, circle ka circumference 2 πr. 7. chand par likhdu naam tera yeh mere dil mai khayal aata hai, ek toh mera hath waha pohach nahi sakta dusra yeh khayal din mein aata hai. 8. Dil se dil laga kar toh dekho, koi ache dost banakar toh dekho, log uth uth kar gale milenge tumse, ek bar ache...

ashqon ki zubaan [ sad shayari ]

  1. Qabar par woh merein rone aayein hai;      hamse pyar hai yeh kehne aayein hai      jab zinda thay toh rulaya bohat thaa;      abh aaram say soyen hai toh jaganein aayein hai.. 2. mujhko aisa dard mila jiski koi dawa nahi;     phir bhi mai khush hu mujhe usse koi gila nahi;     aur abh kitne aansu bahaun uske liye;     jisko khuda ne mere naseeb main likha hi nahi.. 3. dil ka dard ek raaz banke reh gaya;     Mera bharosa majak banker rehgaya;     Dil ke saudagar se dillagi kar baithe;     Syayd is liye mera pyar majak ban kar reh gaya.. 4. Kabhi toh ki hogi suraj ne chand say mohabbat, tabhi toh chand mein daag hai; ore mumkin hai,  chand ne ki hogi bewafai; tabhi toh suraj mai aag hai.. 5. har phul gulab nahi hota  yaha har khwab pura nahi hota; zindagi bhi kar deti hai kabhi kabhi ajib sawal; khair janedo har sawal ka jawab nahi hota.. 6. Ha...

Romantic shayari

Kisine pucha tha mujhe woh kya hai mere liye ? toh maine bhi muskarake bol diya  * Jhil kya hai = uski ankhen Umda kya hai = uska chehra Khusboo kya hai = uski sansein Khushiya kya hai = uska hona Gam kya hai = ussey judai Sawan kya hai = uska rona Sardi kya hai = uski udasi Garmi kya hai = uska gussa Baharay kya hai = uska hasna Mittha kya hai = uski batein Kadwa kya kai =meri batein Kya padna hai = uska likha Kya sunna hai = uski gazal Labh ki khawish = uska matha Zakhmo ki khawish = uska chuna Dil ki khawish = usko pana Duniya kya hai = jungle hai Oar tum kya ho = ped samaj lijiye Oar who kya hai = ek rahi hai Kya socha hai = ussey Mohabbat Kya karte hon = ussey Mohabbat Iske alawa = ussey Mohabbat Mtlb peshya = ussey Mohabbat, ussey Mohabbat, ussey Mohabbat. ek dour aisa aaya tha jyaha maine usko laal saree par dekha tha. 2 dariya par anchal girakar lehron ko ajmaya na karon;   bhige balon ko jhatak kar ret ko jagaya na karon; ...