Posts

Showing posts from April, 2025

Romantic shayari

Kisine pucha tha mujhe woh kya hai mere liye ? toh maine bhi muskarake bol diya  * Jhil kya hai = uski ankhen Umda kya hai = uska chehra Khusboo kya hai = uski sansein Khushiya kya hai = uska hona Gam kya hai = ussey judai Sawan kya hai = uska rona Sardi kya hai = uski udasi Garmi kya hai = uska gussa Baharay kya hai = uska hasna Mittha kya hai = uski batein Kadwa kya kai =meri batein Kya padna hai = uska likha Kya sunna hai = uski gazal Labh ki khawish = uska matha Zakhmo ki khawish = uska chuna Dil ki khawish = usko pana Duniya kya hai = jungle hai Oar tum kya ho = ped samaj lijiye Oar who kya hai = ek rahi hai Kya socha hai = ussey Mohabbat Kya karte hon = ussey Mohabbat Iske alawa = ussey Mohabbat Mtlb peshya = ussey Mohabbat, ussey Mohabbat, ussey Mohabbat. ek dour aisa aaya tha jyaha maine usko laal saree par dekha tha. 2 dariya par anchal girakar lehron ko ajmaya na karon;   bhige balon ko jhatak kar ret ko jagaya na karon; ...